Thursday, August 2, 2012

Jai Maa Jawala Devi Ji

                                                       Jai Mata Di 

Ma Jwala devi ji himachal ki pahadiyon mein jwala jii namak sthan par basii hain kehte hain jab sati ko mra pakar shiv bole nath ji bhut udas huy our unhone sati ko utaya tda teeno loko mein eder uder bhagne lge tab bishnu ji ne apna sudershan chakkr nikal kar sati ke chote chote angg kar diye tda vo ang jagah jagah gre tda adhikansh baag himachal mein gre jaise ma naina devi mein nain kangra mein kuch ansh gre mata ka sarr chintpurni mein charn tda jwala devi mein jyoti nainoki. 

Ma Jwala devi ji himachal ki pahadiyon mein jwala jii namak sthan par basii hain kehte hain jab sati ko mra pakar shiv bole nath ji bhut udas huy our unhone sati ko utaya tda teeno loko mein eder uder bhagne lge tab bishnu ji
Tabi se ye pavitr sthan ma jwala devi ke nam se mashur hain mele lagte hain dur dur se log aate hain tda navratrey mein to beeddd itni hoti hain ki poochu mat. kehte hain akbar ke jamane ki batt hain vo mata ko nahi manta tha tda usne maa ki priksha lii maa ki jyoti ko bujana chaha usne pehle pani se pura stannn bhar diya tda jyoti thodi deemii ho gyii lekin kehte hai na lakh mudt bura chahe to kua hota hain hota bhi hai jo munjure khoda hota hain.

Jyoti jag padi phir usne jyoti par ek bda twa daal diya lekin wo jyoti twa se nikal jag padi tab akbar ko ehsas hua ki yeh \mera ehnkarr tha jo meine ma se bura saluk kiya usne ma se mafi mangi tda sone ka ek chtrrr bhaint kiya lekin ma ne savikarr nahi kiya lekin shma yachna ke badd ma ne le liya lekin ajj wo chtrr aisa hain ki scientist bhi uska pata nhi kkar paye ki kis daatoo ka hain.

Aur daynu bhagt ka to kya kehna usne to ma ke liye apne pran de diye apna sar kat ke ma ke chrnoo mein dal diya lekin ma ne uska sar bapis laga diya aur jivit kiya kehte hain ma ke dar pe jo bhi sache man se ardas karta hain wo bhavsager se thar jata hai beleve me mein keh raha hoon iam realize that ma hmesha apnebhakto pe mehrbann hoti hain app sab se gujarish hain ma ke mandir schee man se aue our mite mirade paye jai mata di..

No comments:

Post a Comment